Islamic Quiz 27

Islamic Quiz 27 : Allah ke Alaawa kisi aur ki Qasam Khana Kounsa Gunaah hai?

Allah ke Alaawa kisi aur ki Qasam Khana Kounsa Gunaah hai?

Get Answer

Please Wait
Your Answer is loading

Sahih Jawab hai: option A). Shirk

Daleel 1:

۞ Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) farmatey hai:

“Jisne Allah ke Alawa kisi ki Qasam khai Usney Kufr kiya ya Shirk kiya.”

📕 Ahmad Hadees (2/34),
📕 Sahih Tirmizi Hadees (2/99)


Daleel 2:

۞ Hadees:  Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaaya:

“Apne Maa-Baap aur Butho ki Qasam Naa khaao aur Naa hi Allah ke Alawa kisi aur ki Qasam Khaao (Agar Qasam Khaney ki Zaroorat pad jaaye) tou sirf Allah ki Sacchhi Qasam khaao.”

📕 Nasai Sharif: 3769

♥ In’sha’Allah-Ul Azeez ! 

Allah Rabbul Izzat Hume kehne sun’ne se Jyada Amal ki taufiq dey... Ameen

© Ummat-e-Nabi.com.

Previous Post Next Post