Qurbani wo kare jo Ikhtiyar rakhta ho.
Baaz logo mein ye galatfehmi mashhoor hai ke Qurbani sirf wohi kare jo Zakat ka nisab rakhte hai.
Yaad rahe aisa koi paimana nahi hai. Balki Qurbani har wo shakhs kar sakta hai jisey Qurbani ki wus’at o taaqat ho, agarche wo maaldar ho ya gareeb, Qurbani ki Istetat rakhta ho to Qurbani kar sakta hai.