۞ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool ﷺ ne farmaya:
“Jisne Isha ki namaz jamaat se ada ki to wo aisa hai jaise ki aadhi raat tak namaz padhta raha aur jisne subah ki namaz jamaat se ada ki to wo aisa hai jaisa ki usne sari raat namaz padhi.”
📕 Sahih Muslim 1491