Sahih Jawab hai: option (D)
۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
"Ramzan ka Mahina jo hi aata hai Jannat ke tamam Darwaze khol diye jaatey hai, (hatta ke ek bhi band nahi rehta) aur Jahannum ke tamam darwaze band kar diye jaatey hai (hatta ke ek bhi khula nahi rehta) aur tamam Sirkash Jinn aur Shayateen Qaid kar liye jaatey hai…”
Aahadees se maloom hota hai ke Jannat ke 8 Darwaze hai. [Sahih Bukhari, Vol 3, 1896] aur wo Saare Darwaze Ramzan ke Mahine me Khol diye jaate hai, yaani humare liye Nekiyo ka karna aasan kar diya jata hai
Allah Taala hume kehne sun'ne se jyada Amal ki taufiq dey. Ameen, Allahumma Ameen.