Sahih Jawab hai: option ( D )
Abdullah bin Umar (R.A) se riwayat hai ki :
RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Zakat-ul-Fitra ek sa khajur ya ek sa jou (barley ) (One Sa’ = 3 Kilograms approx) farz qarar di hai jo Ghulam, Aazad, Mard , Aurat chotey aur badey tamam musalmano par farz hai aur Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne ye hukm diya hai ki Namaz (Eid) ke liye jane se pahle ye Sadqa Ada kar diya jaye.