Sahih Jawab hai: option (A)
۞ Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka Farman Hain:
Hazrat Farwa Bin Nowfel (R.A.) se riwayat hain ke Nabi-e-Kareem (ﷺ) ke Paas Inhone Kaha Allah ke Rasool (ﷺ) Mujhe Koi Aisi Cheez Bataiye Jise Jab Main Apne Bistar par Jane Lagu. Aap (ﷺ) ne farmaya "Qul Ya Ayyuhal Kafirun" padh liya Karo Kyun Ke Is Surat mein Shirk se Baraat (Najaat) hain.