HomeHadees Islamic Quiz 98 Aurat Apne Rabb ka Haq ada nahi kar sakti jab tak wo kisi aur ka Haq ada na kar le, par kiska? A). Walidain Ka B). Shohar Ka C). Apne Bhai ka D). Padosi Ka Get Answer Please Wait Your Answer is loading Sahih Jawab hai: option (B) Shohar Ka Daleel : ۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hain: "Qasam hain Uss Zaat ki Jiske Haath me Mohammed ﷺ ki Jaan hain! Aurat Apne Rabb ka Haq ada nahi kar sakti Jab tak ke Apne Shohar ka Haq ada na kar le." 📕 Sunan Ibne Maaja 1853 © Quiz.Ummat-e-Nabi.com Next Quiz Tags: Hadees Haq Shohar aur Biwi Facebook Twitter