HomeFitra Islamic Quiz 117 Sadqa e Fitr kab ada kiya jaye? A. Eid ki Namaz se Pehle B. Eid ki Namaz ke Baad C. Eid ke Dusre din D. Sahih Jawab ka intezarGet Answer Please Wait Your Answer is loading Sahih Jawab hai: option ( A )Eid ki Namaz se PehleDaleel : Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai ke Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Jisne Namaz-e-Eid se pehle Sadqa-e-Fitr ada kiya uska Sadqa maqbool hua, aur jo namaz ke baad ada kare to aam Sadqe mein se ek Sadqa hai.❞ 📕 Sunan Ibn Majah 1827-Hasan © Quiz.Ummat-e-Nabi.com Next Quiz Tags: Fitra Hadees Ramzan Quiz Sadqah Facebook Twitter