Sahih Jawab hai: option ( B )
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki:
“Jisey Allah ne maal diya aur usney uski Zakaat ada nahi ki to Qayamat ke din uska Maal nihayat zahreeley Ganjey Saanp ki Shakal ikhtriyar kar lega uski Aankhon ke pass do Siyah(black) Nuqtey honge jaise Saanp ke hote hain phir wo Saanp uskey dono Jabdo se usey pakad lega aur kahega ki main tera maal aur khazana hun.”