Islamic Quiz 131

Wo Kounsa Amal hai jo darje mein Namaz Roze aur Zakat se bhi badhkar hain?
Islamic Quiz 131 : Wo Kounsa Amal hai jo darje mein Namaz Roze aur Zakat se bhi badhkar hain?

Wo Kounsa Amal hai jo darje mein Namaz Roze aur Zakat se bhi badhkar hain?

Get Answer

Please Wait
Your Answer is loading

Sahih Jawab hai: option ( C )

Jhagadne walo mein sulah kara dena

Daleel :

Hadees: Abu darda (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya :

“Kya main tumhe wo amal na batauu jo darje mein Roze, Namaz aur zakat se badhkar hai.

logon ne kaha , jarur bataeeye, to RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya Jhagadne walo mein sulah kara dena aur phir aage farmaya ki unmein (jhagadne walo mein) fasad karana moondne wala hai (yani in tamam aamal ko zaya kar deta hai).

📕 Sunan Abu Dawud, Jild 3,1487-Sahih

© Quiz.Ummat-e-Nabi.com

© Islamic Quiz. All rights reserved. Distributed by ASThemesWorld